Tuesday 5 April 2016

Blogger Me Robots.txt Kyu Aur Kaise Add Karte Hai In Hindi

hello friends blogger ke liye new blog bana kar google search me apni jagah banana muskil hota hai kyuki bahut se new blogger ko nahi pata hota ki kya-kya kare apne blog me. chaliye aaj ham Blogging ke most importent part Robots.txt Kyu Aur Kaise Blogger Me Add Karte Hai iske baare me jaanegee...
indianhelpplz.blogspot.in

also read- Free blog kaise banate hai

Kyu Add Karte Hai Robots.txt Ko Blogger Me

Robots.txt file hoti jo google ko batati hai ki kya-kya hame apne vistor ko dikhana hai aur kya unhe nahi dikhana hai. yadi abhi tak aapne robot.txt nahi add kiya to add karle kyu ki kyuki google apke robots.txt ko hi dekh kar hi pata karta hai ki kya search me laana hai aur kya nahi laana robots.txt naa add hone per google apki site me sab kuch index karne lagta jaisse apki blog ki ranking kam ho jaati hai.

Robots.txt Kaise Add Karte Hai Blog Me

setp1-
ye apki robots.txt file ise copy karle.

User-agent: Mediapartners-Google
Disallow: 
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: https://yourblog.blogspot.in/atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500

step2-
go to your blog 

Settings  >  Search preferences  >  Custom robots.txt

Ab robots.txt ko Edit kare aur uper diye robots.txt file me sitemap me yourblog ki jagah apna site add karke submit karde...
ab apka robots.txt add ho chuka hai. apko mere dywara di jankari kaisi lagi apne comment se hame jarur bataye aur dont forgot to share this post........

0 comments:

Post a Comment