Saturday 2 April 2016

Blog Ko Google Search Engine Me Kaise Submit (Add) Karte Hai

hello friends aj ham Blog Ko Gooogle Search Engine Me Kaise Submit Kare is bare me baat karege.
waise to aap jante hoge ki google pure internet ka sabse bada network hota hai. aur hame kuch bhi internet me find karna ho to man me Google hi aata hai. it means 70-80% log apna kisi bhi prakar ka search ke liye google ka use karte hoge. aur ager apki site google search me aati ho to apko kitna traffic mil sakta hai, ye mujhe baatane ki jaarurat nahi hai chaliye mudde me aata hu.

Google Search Engine Me Blog Ko Kaise Jodte (Submit Karte) Hai

step1-
sbse phale Google search console (webmaester) me jaaye aur google ke account se login kare.

step2-
iske baad apke samne Add a property option me click karke apne blog ka address ko dale aur countinue per click karde. image me dekhiye
indianhelpplz.blogspot.in

step3-
countinue karne ke baad ek page khulega jisme apse apne ownership ko verify karna hota hai. yaha apko alternet method me Html tag ke option ko chune. aur usme diye meta tag ko copy karle...image me dekhiye
indianhelpplz.blogspot.in
step4-
is step me apko copy huye code ko apne template me <head> ke niche copy karna hoga.
explane- go to blogger-template-edit html me click karke ctrl+f daba kar <head> find karle aur copy code ko uske niche peast karde. image me dekhiye
indianhelpplz.blogspot.in
step5-
ab webmasters me verify me click karde apka Blog  Google Search Engine Me Submit Ho gaya hai.
indianhelpplz.blogspot.in
friends to is tarah ham apne blog ko google me submit kar sakte hai. ager apke man me mere is post se related sawaal ho to niche comment box me puche post acha lage to share jarur kare....

0 comments:

Post a Comment