Thursday 7 April 2016

Hindi Blog Aur Website Ke Traffic Visitor Ko Kaise Badhaye (8 Important Topic)

friends apne free hindi blog baana liya hoga ab apka Q hoga ki traffic kaise badhye kyuki apka blog hindi me hai iska matlb apka 80% se jyada traffic apko india se milega ab caliye jante hai ki Hindi Blog Aur Website Ke Traffic Visitor Ko Kaise Badhaye.....
indianhelpplz.blogspot.in

Blog Ka Traffic Visitor Badhane Ki Kuch Tips.

1.- Post Title- 
(1)- title ko long rakhe kyuki short title search me kam aata hai,
(2)- title ko kisi dusre blogger ki nakal se naa likhe apna Unique Title likhe.
(3)- post ke target kiye keyworld ko post me 3-5 time use kare.
(4)- ex- blog ka traffic badhye  (not good)
    ex-   Hindi Blog Aur Website Ke Traffic Visitor Ko Kaise Badhaye (good)     
dusre ex me jyada keyworld hai yah jyada search me ayega........
2.- Permalink- 
 iske use karke aap apne blogger blog ke link ko sahi aur chota kar manage kar sakte hai.
ex.- /2016/04/hindi-blog-aur-website-ke-traffic.html (not good)
 ex- /2016/04/hindi-blog-ka-traffic-badhye.html (good)
3.- Social Network
  aap jab bhi koi new post kare use facebook twitter aur pinterest me share kare isse apki post sabhi jagah faail jayegi... aur apka traffic bhi badhega.
4.- Labels- 
  jis prakaar aap apne computer per apni files ko alag-alag aur tarike se rakhne ke liye folders ka use karte hai usi tarah internet me apni post ko sahi tarike se rakhne ke liye unme Labels ka use kare.
5.- Meta-Tags- 
 ye blog ke liye bahut importent hota hai isse google ko hamari site ki information milti hai iske baare me aur janne ke liye yaha click kare
6.- Robots.txt- 
robots.txt ke liye yaha click kare
7.- Search Description-
 iske madhyam se ham apni post ka chota sa intro bana lete hai ki post kis baare me hai. ye bahut jaruri hota hai kyuki jab aap apni post share karte hai to yahi intro apki post ke niche likha hota.
8.- Blog Comment-
 jab bhi apke blog me koi comment aaye to uska replay kare aur kisi haig traffic blog me apna blacklink chorne ki kosis kare. isse naa sirf apke blog ki traffic badhegi balki apki ranking bhi achi hogii......
friends ager apko meri ye post achi lagi ho to isko SHARE karna naa bhule....

1 comment:

  1. 📢Get free .com domain name and start your own website
    Free .com domain name

    🌍Use BacklinksIndexer and easily index backlinks on search engines

    👉 Use Minute Kit Traffic Booster
    they will send unique traffic on your website

    ReplyDelete