Friday 22 April 2016

ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website (Blog) Ko Top Me Lane Ke Liye (2016) tricks

Hello friends ager aap ek perfect blogger baanna cahte hai to ON Page Seo Se Post Ko Perfect Optimize kaise karte iske baare me janna jaruri hota hai.aaj hamara topic ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website (Blog) Ko Top Me Lane Ke Liye....

Seo Kya Hai (what is seo)

seo ek trick hai jiska use post ko search engines ke liye better Optimize  karna hota hai iske jariye ham google se jyada organic traffic paa sakte hai, basically 2 type ke seo hote hai.

(1)- ON Page Seo
(2)- OFF Page Seo
yaha per main apko on page seo ke baare me batauga.....
ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website Ko Top Me Lane Ke Liye

also read-Blog ka traffic kaise badhte hai (8 Important topic)

ON Page Seo Se Post Ko Perfect Optimize Kaise Kare For Better Result 

#1- Title

title copy naa kare, title thoda lamba rakhe, seo friendly keyworld use kare, main keyworld ko title me start me rakhe aur title me aap numbers ka use kare....
title ex.- ON Page Seo Ka Use Kaise Kare Website (Blog) Ko Top Me Lane Ke Liye (2016) tricks

#2- Permalink

iska use URL ko short karne ke liye aur seo friendly banane ke liye kare.
permalink ex- yoursite.com//2016/04/on-page-seo-ka-use-kaise-kare-website-ko.html
                      yoursite.com//2016/04/on-page-seo-ka-use-kaise-kare.html
iss tarah ap extra world ko remove karde...

also read- Robots.txt add kare blogger me

#3- Search Description

isme apne post ka chota sa 160 keyworld me Description daale. ye jaruri hota kyuki post title ke saath decripation bhi google show hota hai descripation aisa dale ki logo ko padhne se pata chal jaye ki post me kya hai.

#4- Heading

H1 heading aur H2 or H3 heading ka use kare. 

also read- Search engine me sitemap submit kare

#5- use main keyworld 4-6times

ager aap apne main keyworld ka use 4-6 baar apne post me karte hai to apka post google me achi rank paa sakta hai kyuki apne ek keyworld ko terget kiya hai.

ex- meri iss post ka main keyworld ON Page Seo hai, aap dekh sakte hai maine iska use kitni baar kiya hai, lekin dhayn rahe ager apne aur jyada keyworld post me dalne ki kosis ki to google apki post ko spam maan lega.

#6- meta-tags 

Meta-tags kisi bhi blog ke liye bahut important hota hai isi se apke blog ki saari jankari google ko milti hai  meta-tags ki puri jankari ke liye yaha click kare

#7- Use Internal Links

internal link bahut important hota aap apne new post me purane publish kiye related post ke link ko add karne se apke blog ke vistors length aur page views badhti hai.

#8- Post Ko Lamba Likhe

aap jiski post kar rahe hai usko detailes me likhe koisis kare post me apke vistors ko saari jankari mil jaye, isse vistor apke blog me aate rahege aur apka traffic bhi badhega....

#9- keyworld placement

1- Title
2- Permalink
3- Post me 4-5 times
4- Heading
5- Alt text me
6- Search Decription
aap in sabhi jagah apne terget kiye  keyworlds ko daale. aur apne post ko perfectly optimize kare..

aaj ke liye bas itna hi meri ye ON Page Seo ki post apko kaisi lagi apne comment se jarur bataye..... ager post pasand ayi ho to plz share kare..


0 comments:

Post a Comment